Monday, February 27, 2006

Lines I adore...

Main quaidi number saat sau chiyasi
jail ki salaakhon se bahar dekhta hoon,
Din mahine saalon ko yug mein badalte dekhta hoon,

Is mitti se mere bauji ke kheton ki khusboo aati hai,
yeh dhoop meri maati ki thandi chaas yaad dilati hai,
yeh baarish mere saawan ke jhoolon ko sang sang laati hai,
yeh sardi meri lodi ki aag sek kar jaati hai,

Woh kehte hain yeh tera des nahi
phir kyon mere des jaisa lagta hai,

Woh kehta hai main us jaisa nahin
phir kyon mujh jaisa woh lagta hai...


When we fought for each other's freedom, when we stood for each other, united in our distress, why do we have to fight bitterly when we have our free land in our hands? Why do we keep ourselves busy in petty quarrels all this while, doing nothing but proving the political strategy of a small European kingdom... divide & rule and partition & free? When will we think beyond what we have been taught under their centuries of rule? When will we really be free?

0 Comments:

Post a Comment

<< Home